Kehta hai, hai zindagi tu Kyun mujh mein fir milta nahi Deta hai aisa safar kyun Hain manzilein jinki nahi Keh de khuda hai kaisa khuda tu Jo bas mein tere kuchh nahi Haan koi to wajah hogi jo yun Hai majbeer tu bhi kahin… Jitna talaashoon tu milta nahi Yeh fitrat teri tu badalta nahi Jitna talaashoon tu milta nahi Yeh fitrat teri tu badalta nahi Tu bata aisa kyun.. Teri marzi chalaata hai tu Jeete jeev jalaata hai tu.. Ishq mein jeene na de tu Aur marne bhi deta nahi Kehta hai, hai humsafar hai tu Fir saath kyun deta nahi Kya hai khafa ya hai bewafa tu Jo sunta meri kuchh nahi Haan koi to wajah hogi jo yun Hai majboor tu bhi kahin… Keh de khuda hai kaisa khuda tu Jo bas mein tere kuchh nahi Haan koi to wajah hogi jo yun Hai majboor tu bhi kahin…