meri raahon mein pade tere pairon ke nishaan ne kaha, ne kaha teri saanson se judi meri saanson ki wafa ne kaha, ne kaha girte inn aansuon mein kuch toh tujhsa lage hai inn ashqon mein main na khota agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum paaon ko the mile zameen ki tarah aankhon mein kyun hue nami ki tarah dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar chhod ke kyun gaye ajnabi ki tarah girte inn aansuon mein kuch toh tujhsa lage hai inn ashqon mein main na khota agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum bin tere dekh main, zara sa lagun gham se hi aaj kal, bhara sa lagun chhod de saath na, zindagi meri soch ke baat ye, dara sa lagun girte inn aansuon mein kuch toh tujhsa lage hai inn ashqon mein main na khota agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum agar tu hota to na rote hum