Main woh raat hoon Wo haalaat hoon Jiski na hai door door Ab toh subah koi Main toh shor hoon Par chup-chaap hoon Mujhse koi khali nahi Dekho jagah koi Sun re meri aankhon ki zameen pe Dena dikhaai kuch nami se Koi toh jaane meri bebasi bebasi Sun le mera sooraj bhi galti se Dooba meri khidki pe Kahaan se aayegi haan roshni roshni Haan din mein hi shaam si hai Thodi thakaan si hai Haara nahi hoon main ab talak toh Main uth ke phir khada hoon dekho Haan mere haathon ki laqeerein Mere haathon mein bachi hai Koi kya mitayega aake inko Mere haathon mein rahengi Toh phir dard saare ye daba ke Zidd ko ziddi banaa ke Ab rahunga nahi yun chup main chup main Toh phir saanse zakhmi banaa ke Kasmein aansuon ki kha ke Ab ladunga yahaan bhi khud main khud main