Tere liye khudko badal dein Tere liye kuch bhi kar dein Vaada hai tujhse mera Ab sada ke liye Tere liye saansein le rahein Tere liye har din jee rahein Tu hai mera, main hoon tera Ab sada ke liye Khud pe koi haq raha na humara Tere liye hum hain jiye Phir ab na hoga ye ishq dobara Tere liye hum hain jiye Tu hai mera main hoon tera sahara Tere liye hum hain jiye, ooh Marke bhi de dunga ye kaffara Tere liye hum hain jiye Oh, tere liye hum hain jiye Jism ka nahi tera mera rishta Roohon ka ye rishta hai Koi dekhe jab surat meri Toh dikhe tera chehra hai Tu panaah meri, main saaya tera Tu makaan mera, main basera tera Tu manzil meri, main musafir tera Tujhpe hi main aake ruka Khud pe koi haq raha na humara Tere liye hum hain jiye Phir ab na hoga ye ishq dobara Tere liye hum hain jiye Tu hai mera main hoon tera sahara Tere liye hum hain jiye, ooh Marke bhi de dunga ye kaffara Tere liye hum hain jiye Ik din ye umr dhal jaayegi Zindagi poori ho jaayegi Tab bhi tu rehna paas yun mere Jab dil ki dhadkan tham jaayegi Teri baahon mein dum Nikle mera sanam Hai bas ab yehi aakhiri duaa Khud pe koi haq raha na humara Tere liye hum hain jiye Phir ab na hoga ye ishq dobara Tere liye hum hain jiye Tu hai mera main hoon tera sahara Tere liye hum hain jiye, ooh Marke bhi de dunga ye kaffara Tere liye hum hain jiye Oh tere liye hum hain jiye