kacche dhaagon ka yeh rishta ban jaata hai bachpan se marte dum tak saath nibhaye bandh ke raksha bandhan se dhaagon se baandhaa ehsaas dil ke rishte ka rishta yeh apna rabb ki rubai main rahun na main tere bina tu rahe na tu mere bina main rahun na main tere bina tu rahe na tu mere bina char dishaon jaisi tum ho mere liye zaroori tum na ho toh har din aadha har ik shaam adhoori aadha mujhe rehna nahi kuch kam lage woh ghar mujhe jisme koyi behna nahi yaadon se baandha jazba yeh apne rishte ka rishta yeh apna rabb ki rubai main rahun na main tere bina tu rahe na tu mere bina main rahun na main tere bina tu rahe na tu mere bina