dhuaan dhuaan si hai zindagi dhundhla sa hai, khwaab kahin kho gayi jaane kahaan woh khushi dikhti nahi hai roshni kaise din the aur kaisi thi woh raatein jab karte the hum sapno se hi baatein gum ho gayi hai woh hasi ho na kinara haan na sahara haan jaane kahaan main jaa raha chalte chalte, hey raah par kyun ruk si gayi hai zindagi dhuaan dhuaan si hai zindagi dhundhla sa hai, khwaab kahin kho gayi jaane kahaan woh khushi dikhti nahi hai roshni yaari ka asar tha, na fikra na dar tha zinda dili se jeete the hum ab waqt hum se khafa hai jeene ki ab na wajah hai yeh kaisa toofan aa gaya chup chup ke rone main laga dhuaan dhuaan si hai zindagi dhundhla sa hai, khwaab kahin kho gayi jaane kahaan woh khushi dikhti nahi hai roshni