tu meri ho gayi hai yeh khabar toh nahi hai tujhko baahon ke ghere mein chhupke se aaja baandhu hota ishqe mein koyi na koyi toh kaala jaadu na fikar hai na fitoori hai ishq hi toh zaroori yeh toh shaitano ko bhi kar deta hai poora saadhu hota ishqe mein koyi na koyi toh kaala jaadu dil tera asar tera gehra hai gehra hai tu hai samundar tu sehra hai sehra hai (kaala jaadu) jeena bhi tujhko hai chalna bhi tujhme hai main tujhme chalta hoon tu mujhme thehra hai hota hai mitha zehar paagalpan ki hai koyi lehar yeh toh dhaata hai dil pe kehar veerana karde yeh saara shehar ismein koyi aasani nahi yeh toh hai aag paani nahi jal jaana sholon mein bhi maza hai jeene ki yeh wajah hai iske badle mein chahun toh apni main jaan bhi de doon hota ishqe mein koyi na koyi toh kaala jaadu dil tera asar tera gehra hai gehra hai tu hai samundar tu sehra hai sehra hai (kaala jaadu) jeena bhi tujhko hai chalna bhi tujhmein hai main tujhmein chalta hoon tu mujhmein thehra hai dil tera asar tera gehra hai gehra hai tu hai samundar tu sehra hai sehra hai (kaala jaadu) jeena bhi tujhko hai chalna bhi tujhmein hai main tujhmein chalta hoon tu mujhmein thehra hai