piya tu piya tu woh nahi mann basiya woh nahi preet se dil ko kahin moh liya toh nahi badli si meri duniya lage pagli meri paijaniya lage puche tu kiski joganiya lage ye nis din sataye piya ye nis din sataye piya jiya re jiya woh nahi teri battiyan woh nahi dil mein jala hai kahin prem diya toh nahi mann mein kabhi thhe sikve gile bhool ke usko humse mile aake tu lag gale se mere ke tere bin na laage jiya ke tere bin na laage jiya jo tu bani humsafar hai dil ki zameen tar batar hai kyun mujhko samajhne mein itne zamaane lage kyun mujhko samajhne mein itne zamaane lage puchun toh aankhen churane lage ke nis din jalaaye jiya ke nis din jalaaye jiya baahon mein kasne lage ho phir bhi tarasne lage ho sajan teri nazron se jalne pighalne lagi sajan teri nazron se jalne pighalne lagi tere ishaaron pe chalne lagi ke tere bin na laage jiya ke tere bin na laage jiya piya tu piya woh nahi mann basiya woh nahi dil mein jala hai kahin prem diya toh nahi badli si meri duniya lage pagli teri paijaniya lage aake tu lag ja gale se mere yeh nis din sataye piya yeh nis din sataye piya yeh nis din sataye piya yeh nis din sataye piya