galiyon galiyon charcha hai tu jaadu tona karke chhukar tu maati peetal haan chandi sona kar de galiyon galiyon charcha hai tu jaadu tona karke chhukar tu maati peetal haan chandi sona kar de kya, kaise aur kab kehna hai saalon se taiyari ki kya, kaise aur kab kehna hai saalon se taiyari ki khud tareekhein tay ki saari khud taareekhein taali bhi jaanti hai na tere saamne bilkul tham sa jaata hoon hosh sambhala jabse, tujhpe hosh ganwaye jaata hoon meri chuppi mein se meri baatein chun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le meri chuppi mein se meri baatein chun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le copy ke pichle panne par nazmen tujhpe likhta hoon tujhko kya hi de paunga main hi man man padhta hoon sach hain dost purane hain par pyaar bhi ye jhootha to nahi ye keh doon to rahe na ye bhi bas is se main darta hoon iss haan aur naa se hatke haaye is haan aur naa se hatke ek shaayd bun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le meri chuppi mein se meri baatein chun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le meri chuppi mein se meri baatein chun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le main chup bhi rahun tu sun bhi le