sawal-e-asmaan tha jawabon se bhara hai zara dhoop ko baadalon se ladne do oh is dil ko to gunguna karne do, ae ae haan kaisi ye hansi hai jo honthon pe phasi hai zara gham se to faasle badhne do o iss din ko to gudgudi karne do ae ae taake jhanke, hai khushi ki sharaarat kaisi dekho taake jhanke dekho toh phurrr se bhaage ho tum ye fataafat kaise dekho taake jhanke dekho toh dil aisi ye jagah hai ik jhoola sa laga hai usse khul ke to peengein bharne do o haan khayalon sa khud ko udne do ae ae taake jhanke, hai khushi ki sharaarat kaisi dekho taake jhanke dekho toh phurrr se bhaage ho tum ye fataafat kaise dekho taake jhanke dekho toh jhad jhad phuljhadi tu hai roshini ke phuaaron si bul bul bul bula hai tu, oo sur hai surmayee chiri raag tu darbaari si pallu dhaar ka hai tu, oo sawal-e-asmaan tha jawabon se bhara hai zara dhoop ko baadalon se ladne do oh is dil ko to gunguna karne do ae ae taake jhanke, hai khushi ki sharaarat kaisi dekho taake jhanke dekho toh phurrr se bhaage ho tum ye fataafat kaise dekho taake jhanke dekho toh