Kar de madad garib kee teraa sukhee rahe sansar bachho kee kilkaree se gunje sara gharbar aulad walo phulo phalo bhukhe garib kee yeh hee duwa hai aulad walo paise do paise se tumhara kuchh na ghatega daulat walo le lo duwaye nirdhan kee dhan aur badhega daulat walo usiko mila hai jag me jisne diya hai aulad walo jug jug jiye teraa lal, rahe kushhal sada teraa nam karega har pal jay jaykar kare sansar yeh aisa nam karega bhalayee ka badla bhalayee mila hai bhukhe garib kee aulad walo dhanya hai woh insan kare kurban jo dil kee saree kushiya apne ghar ka dipak de kar roshan kar de kisee kee duniya woh insan nahee hai ik devta hai aulad walo