tum agar manaaoge to maan jaaunga main tere bulaane pe laut aaunga har safar mein saath tera main yoon hi nibhaunga kabhii tumhhe yaad meri aaye palkon se zulf hata lena saaf dikhunga main tumko wahin jo na dikhun to bata dena kabhi mujhe der jo ho jaaye waqt ko thoda bacha lena phir se milunga main tumko wahin jo na milun to saza dena meri zameen ko tere kadam ka na jaane kab se tha intezaar ek na ek din aana hai tumko dil ko mere hai yeh aitbaar main khuda se tere siva kuch aur na mangunga kabhi tumhe yaad meri aaye itni si baat samajh jaana phir se milunga main tumko wahin raah se meri guzar jaana