haan tu samajh meri nigahon ke ishaaron ko jo bhi dooba hai woh tarsa hai kinaaron ko haan tu samajh meri nigahon ke ishaaron ko jo bhi dooba hai woh tarsa hai kinaaron ko nazron mein meri kitna maza hai jitna maza hai utni saza hai issi nashe mein kayi barbaad ho gaye ho tere naina (dhum chik chik) ho tere naina vilayati sharaab ho gaye inko peeke hum thode se kharaab ho gaye ho tere naina vilayati sharaab ho gaye inko peeke hum thode se kharaab ho gaye dhum nak nak dhum nak nak dhum nak nak oho dhum nak nak dhum nak nak dhum nak nak aaye haaye husn yeh wallah wallah macha de halla halla ek tu hi khoobsurat hazaron mein yeh bole gali mohalla pehna doon tujhe main chhalla tu haan keh de to le jaun sitaron mein haan teri saari baatein lagti hain farzi chalni nahi hai teri koyi marzi tere to iraade benakaab ho gaye ho tere naina inko peeke hum thode se kharaab ho gaye ho tere naina vilayati sharaab ho gaye inko peeke hum thode se kharaab ho gaye dhum nak nak dhum nak nak dhum nak nak oho dhum nak nak dhum nak nak dhum nak nak aaye haaye