aye dil aye  deewaane -3
aag laga li, kyon daaman mein
o zaalim chahat ke bahaabe
ayedil aye deewaane.........

jurm nahin tha dil ka lagaana,
samjha kab naadaan zamaana,
ek nazar aur kitani baaten -2
ek khaamoshi laakh fasaane,
aye dil aye deewaane.........

ye to nahin hai teri manzil,
door bahot hai apana sahil,
armaanon ki naazuk  kashti -2
lagi hai toofaan se takaraane
aye dil aye deewaane.........
    Página 1 / 1

    Letras y título
    Acordes y artista

    restablecer los ajustes
    OK