Bewajah

Himesh Reshammiya

Composición de: Sameer Anjaan
yaadon ki qaid mein
geeraftaar ho gaya dil
darbadar ishq mein
taar taar ho gaya dil

yaadon ki qaid mein
geeraftaar ho gaya dil
darbadar ishq mein
taar taar ho gaya dil

bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma
bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma

yaadon ki qaid mein
giraftaar ho gaya dil
darbadar ishq mein
taar taar ho gaya dil

bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma

kisi aur ko tu chaahe
kisi aur ko tu soche
iss dil ko nahi ye gawara hai

furqat ka sharara hai
kaisa angara hai
teri tishngi ne mujhe maara hai

bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma
bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma

rahe saath adhoorapan
chaahe main jahaan bhi rahoon
kahin sabr na mujhe aata hai

meri berang duniya mein
mere saath tera hona
mujhe raahat kyun de jaata hai

bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma

yaadon ki qaid mein
giraftaar ho gaya dil
darbadar ishq mein
taar taar ho gaya dil

bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma
bewajah nahi milna tera mera
rehnuma, rehnuma, rehnuma
    Página 1 / 1

    Letras y título
    Acordes y artista

    restablecer los ajustes
    OK