Chalay Thay Saath

Junoon

Composición de: Sabir Zafar/Salman Ahmad
chalay.. 
chalay thay saath saath 
rukay..
rukay thay saath saath

kitna haseen tha apnsa safar 
saaray jahan ki khushian theen saath 
bichar gayay hum dukh ki hay baat 

mairi zindagi 
mairay saath nahin 

chalay.. 
chalay thay saath saath 
rukay..
rukay thay saath saath

kaisay na karta usko main pyar 
uski haseen main sukh thay hazaar 
bichar gayay hum dukh ki hay baat 

mairi zindagi 
mairay saath nahin

kia socha hua kia
dooor ho kay mila kia
main nay uss kay dil ko tora
kia?
ya phir uss nay mujh ko chora
kia?

bandhan tha yeh tora kia?

baat mairi sunn lay woh
kaash daikhay mujhay woh
sochon main yon khoya hon main
jaga hon ya soya hon main?

jaanay kitna roya hon main! 

chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
chalay..
    Página 1 / 1

    Letras y título
    Acordes y artista

    restablecer los ajustes
    OK