ye aaphat hai ye uljhan hai khata peeta anshan hai ghar tera hai paagal khana phir bhi iski aankhon mein kambal kambal balon mein ho jaaye tu pal mein deewana ye aaphat hai ye uljhan hai khata peeta anshan hai ghar tera hai paagal khana phir bhi iski aankhon mein kambal kambal balon mein ho jaaye tu pal mein deewana yori reyi yori rou anjaani ghalti hi hai ye anchaha tohfa hi hai ye par ab ye hai ghar ka mehmaan dikhta hai ye charpaayi jaan le par mere bhai ye toh hai ye pura insaan iske bhi kuch khwab hain ke juton mein kabab hain pehlenle gar tune khud pehchana phir bhi iski aankhon mein kambal kambal balon mein ho jaaye tu pal mein deewana yori reyi yori rou ye bin maange hi pyar dega kya hai kyun hai na puchega jitni bhi tu karle manmaani ye insaanon sa ban na paye iske andar kaale saaye ban jaate hain dhoop suhaani kya tu isse jalta hai ye seedhapan kya khalta hai jisse tu hai kabse begana phir bhi iski aankhon mein kambal kambal balon mein ho jaaye tu pal mein deewana ye rahat hai ye darpan hai tera khoya bachpan hai isko hi tune ghar hai mana iski bholi aankhon mein kambal kambal balon mein ho jaaye tu pal mein deewana