mehki kyon gali gali khili kyon kali kali kya kehti hai hava mehki kyon gali gali khili kyon kali kali kya kehti hai hava tujhe har khushi mile lambi zindagi mile deti hai ye dua albela mausam kehta hai swaagatam albela mausam kehta hai swaagatam ringa ringa roses pocket full of posies husha busha all fall down kaun sa hai vo phool ki jisase aangan banta hai gulshan jab aanchal mein laal hansega ghar ban jaayega madhuban kaun se hain vo deep ki jinase darate hain andhiyaare ghar mein ujaala kar dete hain sundar nain tumhaare nain tumhaare albela mausam kehta hai swaagatam johny johny yes papa eating sugar? no papa telling lie? no papa open your mouth ha ha ha kyon pooja ke baad hi bolo maang bhara karate hain lambi umar sindoor ki ho ham ye maanga karate hain ye toh kaho jeevan ke safar ki aakhri aarzu kya hai tujhse pahale main uth jaaoon maine ye socha hai agle janam mein donon milenge apna ye vaada hai apna ye vaada hai albela mausam kehta hai swaagatam