aaja, aaja mera dil ye pukaare aaja mere gam ke sahaare aaja bheegaa bheegaa hain samaan aise mein hain too kahaa? mera dil ye pukaare aaja mere gam ke sahaare aaja bheegaa bheegaa hain samaan aise mein hain too kahaa? mera dil ye pukaare aaja tu nahin toh ye rut ye hawaa kyaa karun, kya karun? tu nahin toh ye rut ye hawaa kyaa karun? door tujhse main rahke bataa kyaa karun, kya karun? sunaa sunaa hain jahaan ab jaao main kahaa bas itna mujhe samajhaa jaa bheegaa bheegaa hain samaan aise mein hain too kahaa? mera dil ye pukaare aaja aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya, loot gaya aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya pyaar kaa muskurata jahaan loot gaya, loot gaya ek chhoti see jhalak mere mitane talak o chaand, o chand mere dikhala jaa munh chhupa ke meri zindagi ro rahi, ro rahi din dhala bhi nahin shaam kyon ho rahi, ho rahi teri duniya se hum leke chale tera gham dam bhar ke liye to aaja