Aa ja aai bahaar, dil hai beqaraar O mere raajakumaar, tere bin raha na jaaye Aa ja aai bahaar, dil hai beqaraar O mere raajakumaar, tere bin raha na jaaye Aa ja Julfon se jab bhee, chale puravaai Julfon se jab bhee, chale puravaai Tan mera toote Tan mera toote Aayi angadaai Aayi angadaai Dekhoon baar baar, tera intazaar O mere raajakumaar, tere bin raha na jaaye Aa ja Man mein sunu main, teri muraliya Man mein sunu main, teri muraliya Naachoon main chham-chham Naachoon main chham-chham Baaje paayaliya Baaje paayaliya Dil ka taar-taar, teri kare pukaar O mere raajakumaar, tere bin raha na jaaye Aa ja Jal ki machhariyaa, jal me hai pyaasi Jal ki machhariyaa, jal me hai pyaasi Khushiyon ke din hain Khushiyon ke din hain Phir bhi udaasi Phir bhi udaasi Lekar mera pyaar, a ja ab ke baar O mere raajakumaar, tere bin raha na jaaye Aa ja