D
Ishq walon se na poochho Ki unki raat ka aalam Tanha kaise guzarta hai
D
Juda ho hamsafar jiska Woh usko yaad karta hai
D
Na ho jiska koi woh Milne ki fariyad karta hai
[Chorus]
D
Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo
D
Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo
D
Tum hamse pyaar karne ki zara si bhool kar lo
D
Mera dil bechain hai
D
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye

[Verse 1]
A D
Main sunaoon tumhein baat ik raat ki
A D
Main sunaoon tumhein baat ik raat ki
A D
Chaand bhi apni puri jawaani pe tha
A
Dil mein toofan tha, ek armaan tha
D
Dil ka toofan apni rawaani pe tha
E A D
Ek baadal udhar se chala jhoom ke
E A D
Ek baadal udhar se chala jhoom ke
E A D
Dekhte dekhte chaand par chha gaya
A D
Chaand bhi kho gaya uski aaghosh mein
B. E
Uff yeh kya ho gaya josh hi josh mein
D
Mera dil dhadka
D
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye
D
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye
D
Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo
[Verse 2]
D
Iske aage ki ab daastaan mujhse sun
D
Sun ke teri nazar dab-daba jaayegi
D
Baat dil ki jo ab tak tere dil mein thi
D
Mera daava hai hothon pe aa jaayegi
D
Tu maseeha mohabbat ke maaron ka hai
D
Maseeha, maseeha mohabbat ke maaron ka hai
D
Tu maseeha mohabbat ke maaron ka hai
D
Hum tera naam sun ke chale aaye hain
D
Ab dawa de hamein ya tu de de zehar
D
Teri mehfil mein yeh diljale aaye hain
D
Ek ehsaan kar ehsaan kar
D
Ek ehsaan kar apne mehmaan par
D
Apne mehmaan par ek ehsaan kar
D
De duayein, de duayein tujhe umra bhar ke liye
D
De duayein tujhe umra bhar ke liye
[Outro]