tujhko bana doon main apna khuda aur sajde tere kar sakun maangu dua saath hone ki tere kaandhe pe sar rakh sakun dhaaga ik bandhu tujhko mannat bana loon kagaz pe dil ke teri surat bana loon chhute kabhi na woh aadat bana loon aa shiddat bana loon tujhe qismat bana loon meri chahat bana loon dil se main maangu ibadat bana loon chhute kabhi na woh aadat bana loon aa shiddat bana loon tujhe kyun yeh hadein hain yeh kyun sarhadein hain itne hai kyun faslein manzil teri meri jab ek hai toh kyun hai alag raaste ishq ki aisi kahawat bana loon paani pe likh doon likhawat bana loon goonje sada woh aahat bana loon aa shiddat bana loon tujhe dil ki main tujhko sajawat bana loon kuchh bhi na boloon muskurahat bana loon barse khuda ki woh barkat bana loon aa shiddat bana loon tujhe qismat bana loon meri chahat bana loon dil se main maangu ibadat bana loon chhute kabhi na woh aadat bana loon aa shiddat bana loon tujhe yeh khara samundar mera gawah hai ishq hai mera ya mera gunah hai tujhko saja aur adalat bana loon aa shiddat bana loon tujhe