makhtool jigar (ya baba) qaatil hai nazar (ya baba) ek mahejabin (ya baba) ek noor-e-nabi (ya baba) rab ki rubaai (ya baba) ya hai tabahi (ya baba) gardan surahi (ya baba) boli ilaahi (ya baba) afghan jalebi mashooq farebi ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah bandook dikha ke kya pyar karegi chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah afghan jalebi mashooq farebi ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah bandook dikha ke kya pyar karegi chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah o dekh darazi (wallah) banda namazi (wallah) khel ke baazi (wallah) khaamakha ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah) mir ka koi (wallah) shair suna ke (wallah) ghoont laga ke (wallah) jaam ka main raha khan mehaz naam ka oye lakht-e-jigar (ya baba) oye noor-e-nazar (ya baba) ek teer hai tu (ya baba) main chaak jigar (ya baba) bandon se nahi to allah se daregi waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah bandook dikha dikha ke kya pyar karegi chehra bhi kabhi dikhana bhai wah bhai wah bhai wah bhai rafa dafa loot gayi fitna farebi wo meri fitna farebi wo meri fitna farebi dafa dafa tang mujhe kitna karegi o meri fitna farebi, aaye haaye, fitna farebi rafa dafa loot gayi fitna farebi wo meri fitna farebi wo meri fitna farebi dafa dafa tang mujhe kitna karegi o meri fitna farebi, aaye haaye, fitna farebi gul-e-gulzar (ya baba) mere sarkar (ya baba) bada manshoor (ya baba) tere rukhsaar (ya baba) haaye shamsheer nigahein chabuk si adayein nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah bandook dikha dikha ke kya pyar karegi chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah