Haath mein raat yeh baaki hai Baat napaak wafa ki hai Sandli si purwayi saath hai O tu hai naakaam mohabbat mein Main jalun pyaar ki shiddat mein Dhundhli si ruswayi saath hai Kaam tu aaja mere Soch na yaar savere Chhod dungi main ghar pe Karta hai kyun gham Husn parcham, husn parcham Lehraya yaar dama-dam-dam Husn parcham, husn parcham Lehraya yaar dama-dam-dam Husn parcham, husn parcham Lehraya yaar dikha dam-kham Husn parcham… Bang like a drum work my body Aaj raat i’m incharge So dance to my beat Dhoom-tak-dhin then do it slowly Chal ja jaise goli One night only Cause I’m feelin’ hot Tequila no chaser All on your lips you liking my tevar Aaj raat ko lagega Give me the uh-huh imma call you later Hey! dil phenk iraadon mein Ab tere swaadon mein Kabhi meethi zubaan bhi khari hoti hai re Tu meri zaroorat hai Yeh meri mohabbat hai Jo tere liye hi jaari hoti hai re Loot ke yaar khazana Laut ke ghar aa jaana Aashiqon mein ho aashiq Paanch sitara tum Husn parcham, husn parcham Lehraya yaar dama-dam-dam Husn parcham, husn parcham Lehraya yaar dama-dam-dam Husn parcham, husn parcham Lehraya yaar dikha dam-kham Husn parcham…