Dilbar Ki Aankhon Ka (feat. Jigar Saraiya)

Rashmeet Kaur

Composición de: Amitabh Bhattacharya/Sachin-Jigar
Haan dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya

Na kiya na kiya
Jisne pyaar na kiya
Kya kiya kya kiya
Kya kiya jisne pyaar na kiya

Aankhon ko aankhon se
Kisi ki chaar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne
Pyaar na kiya

Pyaar saccha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye
Pyaar saccha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye
Buzdilon ka nahi kaam yeh
Pyaar mein toh jigar chahiye

Ishq hua par khulke izhaar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya

Na kiya
Na kiya jisne pyaar na kiya
Kya kiya kya kiya
Kya kiya jisne pyaar na kiya
    Página 1 / 1

    Letras y título
    Acordes y artista

    restablecer los ajustes
    OK