Dil ko jaane yeh kya hua Mil ke apna sa tu laga Kaise main karun bayaan Tumse yeh junoon hai ya gumaan Aise mujhe tum mile tum mile Jaise koyi din khile din khile Jaane kahan hum chale hum chale Chahe jo bhi dil kare dil kare Jis raah, jis raah bhi jaaun Tujhko tujhko hi chaahun Humraah ab se mera tu Humraah main bhi tera hoon Jis raah, jis raah bhi jaaun Tujhko tujhko hi chaahun Humraah ab se mera tu Humraah main bhi tera hoon Ehsaan mand hai Dil ab se yeh tera Yeh marz kaisa hai Kya naam doon bata Koyi jaane na dusra Samjhe tuhi meri zubaan Maine mujh sa deewanapan Ho ho oh dekha Na kahin tere siva Tujhse hi din shuru shaamein dhale Ab toh nazar se bhi na tu hate Jitni hai fursatein fursatein De du saari main tujhe tu mujhe Jis raah, jis raah bhi jaaun Tujhko tujhko hi chaahun Humraah ab se mera tu Humraah main bhi tera hoon Jis raah, jis raah bhi jaaun Tujhko tujhko hi chaahun Humraah ab se mera tu Humraah main bhi tera hoon Ehsaan mand hai Dil ab se yeh tera Yeh marz kaisa hai Kya naam doon bata Ghar ki diwaarein tooti hai Dil ka jahan dikha hai Aankhon ne aaj dekha khaawon ka aasman hai Tera karta hoon shukriyan Jis raah, jis raah bhi jaaun Tujhko tujhko hi chaahun Humraah ab se mera tu Humraah main bhi tera hoon Jis raah, jis raah bhi jaaun Tujhko tujhko hi chaahun Humraah ab se mera tu Humraah main bhi tera hoon Humraah main bhi tera hoon Jis raah, jis raah mein bhi Ehsaan mand hai Dil ab se yeh tera Yeh marz kaisa hai Kya naam doon bata