woh door jaake kahin pe, aabaad ho gaye hum toh rahe na kahin ke, barbaad ho gaye woh door jaake kahin pe, aabaad ho gaye hum toh rahe na kahin ke, barbaad ho gaye haq mein unke saari duayein ho gayi unsuni hum koyi fariyad ho gaye meri taqdeer mein dard the hi nahi meri taqdeer mein dard the hi nahi dard unke banaye huye hain ishq mein hum ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hain maut ne humko maara hai aur hum zindagi ke sataaye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein tha unko maloom dil hai kahaan vaar dhokhe se kar gaye wahaan itni mehangi padi aashiqui ke aaj dushman hai saara jahaan jeet hi thi likhi uss khuda ne meri jeet hi thi likhi uss khuda ne meri hum to unke haraaye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein woh berukhi is tarah kar gaye hum unko dekhe bina mar gaye haan jinme rehte the woh raat din un nigaahon mein ashq bhar gaye saamne aake bhi humse milte nahi saamne aake bhi humse milte nahi woh toh aise paraye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein kis kadar chot khaye huye hain maut ne humko maara hai aur hum zindagi ke sataye huye hain ishq mein hum tumhe kya batayein