Naina deewane do, kehna na maane jo Takne lage hain tere raaste Hafte din saaton mein, lambi si raaton mein Jagne lage hain tere vaaste Naina deewane do, kehna na maane jo Takne lage hain tere raaste Hafte din saaton mein, resham si raaton mein Jagne lage hain tere vaaste Tere nazaare pe ye hain dolte bhi Lekin jo man mein hai, nahin bolte bhi Ab bhi nahin hai inko Ishq manzoor ho toh kudiye ni Aa ja, chal udiyye ni Laike chalun duniya se door Ishq manzoor ho toh kudiye ni Aa ja, chal udiyye ni Laike chalun duniya se door Ishq manzoor Meethi hain baatein jitni teri Utni adaayein namkeen hain Chhoo ke badan ko tere hue Rang bhi zyada rangeen hain Meethi hain baatein jitni teri Utni adaayein namkeen hain Chhoo ke badan ko tere hue Rang bhi zyada rangeen hain Haaye, puraane jitne bhi tere hain Mujhpe ye saare besr paintere hain Ab bhi nahin hai mujhko Ishq manzoor ho toh kudiye ni Aa ja, chal udiyye ni Laike chalun duniya se door Ishq manzoor ho toh kudiye ni Aa ja, chal udiyye ni Laike chalun duniya se door Ishq manzoor ho toh kudiye ni Aa ja, chal udiyye ni Laike chalun duniya se door Ishq manzoor ho toh kudiye ni Aa ja, chal udiyye ni Laike chalun duniya se door Ishq manzoor