tujhe bhi chand zara sa dikhta hai kya jala sa dikhta hai kya apne ghar se tujhe asmaan ye neela dikhta hai kya ye geela dikhta hai kya apne ghar se ye tere aankhon mein bhara rehta hai kyun ye teri raahon mein khada rehta hai kyun in galiyon mein bhi sukoon bikta hai kya zara sa dikhta hai kya jala sa dikhta hai kya apne ghar se tujhe bhi chand zara sa ye gehri neend jaga leta hai yoon ye bairi mann chhala deta hai yoon is chilman pe bhi rafu tikta hai kya zara sa dikhta hai kya jala sa dikhta hai kya apne ghar se tujhe aasmaan ye neela dikhata hai kya ye geela dikhta hai kya apne ghar se tujhe bhi chand zara sa