G B C D
[Verse 1]
G B C D
Shaayad main hi hun Shaayad main nahi – Hua kyaa, na jaana
G B C D
Jaane yeh raaste le jaate hain – kahaan, pata na
G B Am D
Yun hi bas chal pada, mujhko kuch bhi – khabar nahi, khabar nahi
G B C D
Main hun ek musaafir humsafar – bhi nahi, bhi nahi
[Chorus]
G B Am D
Inmein bhi main hi hoon – Inmein bhi, main nahi.
G B Am D
Mujhe yeh hua kya – kuch pata, hi nahi
G B Am D
Sheeshe ki raah pe chalke – dhoonde ab, manzilein hum
G B Am D
Gir pade jo toh girne do – hausle, toote nahi
[Instrumental]
Em G G B
Em C G D
[Verse 2]
G B Am D
Zindagi aasaan hoti hi – hai kahan, hai kahan
G B Am D
Yeh faasle jo darmiyan – dooriyaan, yeh doriyaan
G B Am D
Zindagi aasaan hoti hi – hai kahan, yaaron..
G B Am D
Yeh kaisi hain aakhir – majbooriyaan, majbooriyaan
[Chorus]
N.C. B Am D
Inmein bhi main hi hoon – Inmein bhi, main nahi.
G B Am D
Mujhe yeh hua kya – kuch pata, hi nahi
G B Am D
Sheeshe ki raah pe chalke – dhoonde ab, manzilein hum
G B Am D
Gir pade jo toh girne do – hausle, toote nahi
Am D Am D G
Hausle toote nahi, hausle toote nahi...