Dekha tune rekha Maine chori chori Yun to sau dafa, haan sau dafa Jee le thoda ho na jaaye baaton baaton Mein hi yun subah, haan yoon subah Sau baaton ki baat hai ek Main hun tera to kya sochna Koyi karke bahaana Aa jaana mere kareeb Koyi karke bahaana Aa jaana mere kareeb Aaya tu jabse nazron mein Maine phir khwaab dekha na Hoga kal se yeh khabron mein Teri haan ki bachi hai meriyan Tu rahega mere zikron mein Ab kabhi koyi hoga na Keh na paaun chahe lafzon mein Phir bhi karta rahunga main bayaan Tu chahiye baaki kar li hai Maine saari taiyariyan Koyi karke bahaana Aa jaana mere kareeb Koyi karke bahaana Aa jaana mere kareeb Aa jaana mere kareeb Aa jaana aa jaana Aa jaana mere kareeb Aa jaana mere kareeb