aaja karein woh galti jo hai sahi kya karein dil pe chalti hai nahi aaja tu kar naa deri ajj raat hoja meri subah phir bolenge yehi raat gayi so baat gayi aa karte hai koyi baat nayi raat gayi so baat gayi aa karte hai shuruwaat nayi ho aankhein batati hai yeh sala dil tera vaadon ka jhootha hai janab aana nahi mujhe teri in baaton mein teri toh niyat kharab aankhein batati hai yeh sala dil tera vaadon ka jhootha hai janab aana nahi mujhe teri in baaton mein teri toh niyat kharab main toh hoon seedha banda samjhe kyun mujhko ganda mujhsa milega nahi raat gayi so baat gayi aa karte hai koyi baat nayi raat gayi so baat gayi aa karte hai shuruwaat nayi itni sharafat ka tune kya karna hai kuch der hoja beiman yeh jo jawaani hai kal ko toh jaani hai kuch aaj karle meri jaan itni sharafat ka tune kya karna hai kuch der hoja beiman yeh jo jawaani hai kal ko toh jaani hai kuch aaj karle meri jaan dil mein jagah banale phir main tere havaale bin puche leja tu kahin raat gayi so baat gayi aa karte hai koyi baat nayi raat gayi so baat gayi aa karte hai shuruwaat nayi