Main titlion ke pichhe bhaago Main jugnuon ke pichhe jaaon Yeh rang hai woh roshni hai Tumhare paas donon laaun Jitni khushbooyein Bag mein milein Haan jitni khushbooyein Bag mein milein Main laaun yahan pe Ke tum ho jahan Jahan pe ik pal bhi thero Main gulsitan banaun Agar tum kaho Main koi aisa geet gaaon Ki arzoo jagaun Agar tum kaho Tumko bulaun ye palkein bichhaun Kadam tum jahan jahan rakho Mere samne wali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Barsaat bhi aakar chali gayi Baadal bhi garajkar baras gaye Par uski ek jhalak ko hum Ae husn ke maalik taras gaye Kab pyaas bujhegi aankhon ki Din raat yeh dukhda rehta hai Mere samne wali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Afsoos yeh hai ke woh humse Kuch ukhda ukhda rehta hai Mere samne wali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Main koi aisa geet gaaon Ki arzoo jagaun Agar tum kaho Tumko bulaun ye palkein bichhaun Kadam tum jahan jahan rakho Zameen ko aasmaan banaoon Sitaron se sajaoon Agar tum kaho Mere samne wali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai