Tujhko yaad karoon main duaon mein Tere paas wahin, nahi door hoon main Tere dil mein mujhe bas rehna hai Ab tujhko bataon kaise? Mujhe bhula diya tune khayalon se Thodi si dil mein jagah do mujhe Na koi saath tha, main tere paas tha Mujhe hai phir se hi chahna tujhe Mujhe yaad rakhna, o mere sanam Tu saath nibhana tujhe waasta Mila na koi mujhko jo tere jaisa Mere saathiya To jo mera na hua toh kiss kaam ka hoon main? Tere liya zindagi hai, tere naam hua main Tera mujhe tadapaana, aise mujhe aazmaana Kya mohabbat ki hai yeh sile? Khuda, tu bata, mohabbat hai kya? Kabhi zindagi, kabhi hai fanaa Na us ke bina jiya jayega Karoon kya, Khuda? Tere nainon mеin jo hai baat na Hai khamosh karti mujhe Saari raat kyun rahoon main jaaga Teri qasmein satayеin mujhe Mujhe yaad rakhna, o mere sanam Tu saath nibhana tujhe waasta Mila na koi mujhko jo tere jaisa Mere saathiya Mera tu hi tha sahara Tere saath jiya main Mera dil tha awaara Jo bhi kaam kiya main Mera kehna na maana Tera mujhko sataana Kyunke farq nahi parhta tujhe Khuda, tu bata, mohabbat hai kya? Kabhi zindagi, kabhi hai fanaa Na us ke bina jiya jayega Karoon kya, Khuda? Mere nainon mein tu Tere dil mein jagah Kabhi dil se bhula na mujhe Na koi tere siva yahan mila mujhe Puri duniya mein chahun tujhe