Tauba Tauba

A.R. Rahman

    Continues after the ad

    khud se jab ladta hoon
    rab se yeh kehta hoon
    chaaron oar jo hota hai
    us se main gussa hoon

    tauba tauba nafs maghroor hai
    tauba tauba sach se door hai
    tauba tauba dil benoor hai
    tauba tauba kaisa daur hai

    khud se jab ladta hoon ( sach hai )
    rab se yeh kehta hoon ( sach hai )
    chaaron oar jo hota hai ( sach hai )
    us se main gussa hoon ( sach hai )

    tauba tauba nafs maghroor hai
    tauba tauba sach se door hai
    tauba tauba dil benoor hai
    tauba tauba kaisa daur hai

    kab aayegaa...
    waqt woh nayaaa...
    kab payengee...
    sab dil ki aazadi ko kab aayegi
    woh pyari-pyari ek subah

    Continues after the ad

    daulat badhti hai roz toh ameeron ki hi
    bhuuk badhti hai roz hi ghareebon kii...
    waadon se tar-zubaan, waqt milte hi par
    gungi ho jaate hai unn.. rehbaron kii..

    chaltein hai aakad ke yeh zameen pe, bhoolee..
    ke jaana hai ik din iss zameen mein
    dhabba hai yeh jaise chaand pe dhabba
    dhoka ke dhoka, detein hai khud ko dhoka

    tauba tauba nafs maghroor hai
    tauba tauba sach se door hai
    tauba tauba dil benoor hai
    tauba tauba kaisa daur hai

    sochon sochon zaraa, kaafi hai ik shamaa
    jisse jal uthti hai yahaan, laakhon shamaa..
    saari duniya badal jaayegi yaaron par
    hai zaroori badalna bas ik kaam..

    muskaare ke dekhna bhi neki, logon ki
    raahon se patthar hata laane ki
    sajda tu sajda, duniya ko naa kar sajda
    sajda ho sajda, bas naam hai khuda ka sajda

    tauba tauba nafs maghroor hai
    tauba tauba sach se door hai

    khud se jab ladta hoon
    rab se yeh kehta hoon
    chaaron oar jo hota hai
    us se main gussa hoon

    ..... (....noor hai....noor hai...) .....

    Song details

    Composition: A.R. Rahman

    Did you see an error?

    Enviar revisão