Teri Bindiya Udaake Le Gayi

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    meri nindiya
    Teri bindiya udaake le gayi meri nindiya
    Haan, haan, haan teri bindiya udaake le gayi meri nindiya
    Main jaag raha hoon, so gaya saara India
    Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya
    Oh meri bindiya udaake le gayi tere nindiya
    Tu jaag raha hai, so gaya saara India

    Eh teri bindiya udaake le gayi meri nindiya
    Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya

    Meri jaan kisi ki jaan ko jaate dekha hai
    Main jaan lutaa doonga tujhpe yeh socha hai
    Tu ek luteraa hai, dil tune lutaa hai
    Main kya jaanoon tu sachcha hai ke jhootha hai

    Continúa después del anuncio

    Tune kar liya qaabu, jaadu mujhpe kiya kiya
    Main jaag raha hoon, so gaya saara India
    Oye oye oye, meri bindiya udaake le gayi tere nindiya
    Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya

    Maine jab se diya hai jaaneman yeh dil tujhko
    Mujhe teri kasam hai chain nahin ek pal mujhko
    Haalat mere bhi kuch kuch tere jaisi hai
    Bechain bada karte hai, mohabbat kaisi hai

    Ab kya darna, jab pyaar kiya to kiya kiya
    Main jaag raha hoon, so gaya saara India
    Teri bindiya udaake le gayi meri nindiya
    Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas