Tu Hai Solaah

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    Sweetheart!
    tu hai solaah satraah saal ki
    Par ladki hai kamaal ki
    Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
    Tujhpe yeh dil aa gaya

    O tu hai satraah atraah saal ka
    Par ladka hai kamaal ka
    Mere dil pe tu chha gaya, haai
    Mere dil pe tu chha gaya

    Teri madhosh yeh aankhen, teri mastaani ada
    Dekhte hi sanam tujhko ho gaya tujhpe fida

    Teri deewaangi dekhi to main bhi khone lagi
    Mere mehboob jaaneman teri main hone lagi

    Continúa después del anuncio

    Kya hai rangat gore gaal ki
    Par ladki hai kamaal ki
    Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
    Tujhpe yeh dil aa gaya

    O tu hai satraah atraah saal ka
    Par ladka hai kamaal ka
    Mere dil pe tu chha gaya, haai
    Mere dil pe tu chha gaya
    Tere jaisa kahin koi nahin hoga zamaane mein
    Tera hi naam aayega mere har ek fasaane mein

    Meri yaadon ki angdaai, mere khwaabon ki kali
    Churaake chain chori se kahan laheraake chali

    Tu deewaana meri chaal ka
    Par ladka hai kamaal ka
    Mere dil pe tu chha gaya, haai
    Mere dil pe tu chha gaya

    Tu hai solaah satraah saal ki
    Par ladki hai kamaal ki
    Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
    Tujhpe yeh dil aa gaya

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas