Dekhte Hi Dekhte

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    dil kho gaya
    Dil kho gaya to pyaar tumse ho gaya
    Is pyaar ko kab tak magar chhupaayenge hum

    Dekhte hi dekhte dil kho gaya
    Dil kho gaya to pyaar tumse ho gaya
    Is pyaar ko kab tak magar chhupaayenge hum

    Dekhte hi dekhte dil kho gaya

    Jaanegi tu jis din mujhe
    Mujhse ruth jaayegi tu
    Todegi is dil ko mere
    Khud bhi toot jaayegi tu

    Mere dil pe na qaabu chala
    Tere baaton ka jaadu chala
    Ke dil apna to gaya

    Continúa después del anuncio

    Dekhte hi dekhte dil kho gaya
    Dil kho gaya to pyaar tumse ho gaya
    Is pyaar ko kab tak magar chhupaayenge hum

    Dekhte hi dekhte dil kho gaya

    Dhadkan meri badli si hai
    Aankhon mein phir sapne khile
    Aane laga tumpe yeh dil
    Judne lage yeh silsile

    Kabhi lautkar aata hai
    Haan pyaar ki is raah mein
    Yeh dil jo gaya to gaya

    Dekhte hi dekhte dil kho gaya
    Dil kho gaya to pyaar tumse ho gaya
    Is pyaar ko kab tak magar chhupaayenge hum

    Dekhte hi dekhte dil kho gaya
    Dil kho gaya to pyaar tumse ho gaya

    Is pyaar ko kab tak magar chhupaayenge hum

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas