Deewana Dil Bekaraar Tha

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
    woh aa gaya
    main aashiq huun deewana huun
    shamma ka main parwana huun
    deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
    woh aa gaya
    main aashiq huun deewana huun
    shamma ka main parwana huun

    bechain thi main har ghadi
    raaton ko soyi nahi
    deewanagi badhati gayi
    khwaabon mein khoyi nahi
    baaton hi baaton mein
    mera dil tune liya
    ho aankhon hi aankhon mein
    jaadu kya tune kiya
    meri toh saanson mein bas tu hai dilruba ha ha ha
    deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
    woh aa gaya
    main aashiq huun deewana huun
    shamma ka main parwana huun

    Continúa después del anuncio

    dekha nahi pehle kabhi
    aaisa sama jaan-e-jaa
    koi nahi jaane sanam
    iss pyar ki dastaan
    main teri tu mera
    begana hai yeh jahaan
    ho deewane sun le tu
    yeh meri dil ku zubaan
    dhadkan mein bas jaaun
    aa paas mere tu aa aa aa
    deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
    woh aa gaya
    main aashiq huun deewana huun
    shamma ka main parwana huun

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas