Haye Ram

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    Tune dil se kyoon mujhko pukaara
    Haaye ram yeh kya kar daara
    Maine dil se tujhe kyoon pukaara
    Haaye ram yeh kya kar daara

    Ho oh ho ho, oh ho ho
    Tu udhar, main idhar
    Dono ke dil hai deewane pyaar mein

    Tu udhar
    Main idhar

    Continúa después del anuncio

    Dono ke dil hai deewane pyaar mein
    Kudrat ne racha khel saara
    Haaye ram yeh kya kar daara

    Kuch kahoon chup rahoon
    Kya karoon aisa ho raha hai kyoon

    Kuch kahoon
    Chup rahoon

    Kya karoon aisa ho raha hai kyoon
    Mujhe mere khayaalon ne maara
    Haaye ram yeh kya kar daara

    Tune dil se kyoon mujhko pukaara
    Haaye ram yeh kya kar daara
    Haaye ram yeh kya kar daara

    Información de la canción

    Composición: Anand Bakshi y Rajesh Roshan

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas