Lafzon Mein Keh Na Saku

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    bin keh bhi reh na sakun
    nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai
    lafzon mein

    halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
    pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
    chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
    aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman
    janeja
    na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai
    nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai
    lafzon mein

    Continúa después del anuncio

    mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
    mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
    kehti hai chahate deewana mein ho gaya
    teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
    yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man
    janeja
    lafzon mein

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas