Pyar Bhara Ek Khat

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain
    pyar bhara ek khat aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain
    padhte padhte bheegi palken
    aankhon se chhalka aansu hain
    aansu hain
    pyar bhara ek khat aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain

    iss baar piya tum na aana
    yeh gham hum tum seh lenge
    iss baar piya tum na aana
    yeh gham hum tum seh lenge
    kuchh paise bach jaayenge
    bititya ke jewar le lenge
    likhte likhte ankh bhar aayi
    dil pe kiska kaabu hain kaabu hain
    pyar bhara ek khat aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain

    Continúa después del anuncio

    budhi maan ki budhi aankhen
    dekhe yeh ghar ka har kona
    budhi maan ki budhi aankhen
    dekhe yeh ghar ka har kona
    bete ki thaali roz parose
    jaane kis din ho aana
    pal pal maan ka dil rota hain
    mamata toh bekaabu hain bekaabu hain
    pyar bhara ek khat aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain

    woh peepal ki chaanv ghaneri
    duaaon jaisa apana ganv
    woh peepal ki chaanv ghaneri
    duaaon jaisa apana ganv
    tumko pukaare ganv ki galiya
    mehakte saare phool aur kaliyaan
    birah ki raaten katt jaayegi
    hone ko roshan jugnu hain jugnu hain
    pyar bhara ek khat aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain
    padhte padhte bheegi palken
    aankhon se chhalka aansu hain
    aansu hain
    pyar bhara ek khat aaya hain
    jismein ghar ki khushbu hain

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas