Tere Pyaar Ka Chhaaya Nasha

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    Mera roop mahekne laga
    Mujhe kya hua kya kahoon

    Tere pyaar ka chhaaya nasha
    Yeh samaa mahekne laga
    Mujhe kya hua kya kahoon
    Dil aaj bahekne laga

    Jaane jaan meri har nazar mein
    Yeh dil mein, jigar mein basa hai ek tu
    Yeh doori mitaa le, gale se lagaa le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Jaane jaan meri har nazar mein
    Yeh dil mein, jigar mein basi hai ek tu
    Yeh doori mitaa le, gale se lagaa le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Tere pyaar ka chhaaya nasha
    Mera roop mahekne laga

    Mujhe kya hua kya kahoon

    Lagta hai jaise badan mein
    Ho aag baheki hui
    Jalne lagi meri saansein
    Dhadkan hai baheki hui

    Continúa después del anuncio

    Mera dil hua hai deewana
    Yun zulfon se teri udi hai khushboo
    Mere paas aaja, tu mujh mein samaa ja
    Aa keh doon tujhe I love you

    Jaane jaan meri har nazar mein
    Yeh dil mein, jigar mein basa hai ek tu
    Yeh doori mitaa le, gale se lagaa le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Tere pyaar ka chhaaya nasha
    Yeh samaa mahekne laga

    Mujhe kya hua kya kahoon
    Dil aaj bahekne laga

    Teri nazar mere dil pe
    Jaadu chalaati rahi
    Kuch main chhupaata raha hoon
    Kuch tu chhupaati rahi

    Jaane kya hua hai jo tune chhua hai
    Ke dil pe nahin hai kaabu
    Mujhe pyaar kar le, tu baahon mein bhar le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Jaane jaan meri har nazar mein
    Yeh dil mein, jigar mein basi hai ek tu
    Yeh doori mitaa le, gale se lagaa le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Tere pyaar ka chhaaya nasha
    Mera roop mahekne laga
    Mujhe kya hua kya kahoon
    Dil aaj bahekne laga

    Tere pyaar ka chhaaya nasha
    Yeh samaa mahekne laga
    Mujhe kya hua kya kahoon
    Dil aaj bahekne laga

    Jaane jaan meri har nazar mein
    Yeh dil mein, jigar mein basa hai ek tu
    Yeh doori mitaa le, gale se lagaa le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Jaane jaan meri har nazar mein
    Yeh dil mein, jigar mein basi hai ek tu
    Yeh doori mitaa le, gale se lagaa le
    Aa keh doon tujhe I love you

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas