Chaand Taare Tod Laoon

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    Jo Bhi Chaahoon Vo Main Paoon
    Zindagi Mein Jeet Jaoon
    Chaand Taare Tod Laoon
    Saari Duniya Par Main Chhaoon
    Bas Itna Sa Khwaab Hai
    Bas Itna Sa Khwaab Hai

    Chaand Taare Tod Laoon
    Saari Duniya Par Main Chhaoon
    Bas Itna Sa Khwaab Hai
    Bas Itna Sa Khwaab Hai

    Yaar Tu Bhi Sun Zara Aarzoo Meri Hai Kya
    Main Kya Ban Jaana Chaahta Hoon
    Main Kahan Kharaab Hoon Main To Lajawaab Hoon
    Main Ye Manvana Chaahta Hoon
    Maan Ja Ay Khuda
    Itni Si Hai Dua
    Main Ban Jaoon Sabse Bada
    Main Ban Jaoon Sabse Bada

    Continúa después del anuncio

    Mere Peechhe Mere Aage
    Haath Jode Duniya Bhaage
    Bas Itna Sa Khwaab Hai
    Bas Itna Sa Khwaab Hai

    Shaan Se Rahoon Sada Mujhpe Log Hon Fida
    Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti
    Dil Ka Ye Kamal Khile Sone Ka Mahal Mile
    Barasne Lage Heerein Moti
    Maan Ja Ay Khuda
    Itni Si Hai Dua
    Main Jyaada Nahin Maangta
    Main Jyaada Nahin Maangta

    Saari Daulat Saari Taakat
    Saari Duniya Par Hukoomat
    Bas Itna Sa Khwaab Hai
    Bas Itna Sa Khwaab Hai
    Bas Itna Sa Khwaab Hai

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión