Chand Ko Tod Dunga

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    suraj ko mod dunga
    tu ek baar jo ha kar de
    main pehli wali chod dunga

    chand ko tod dungi
    suraj ko mod dungi
    tu ek baar jo ha kar de
    main pehla wala chod dungi

    kab tak main wohi baatein sunta rahunga
    kab tak main wohi chehra dekhta rahunga
    kab tak main wohi baatein sunta rahunga
    koi naya toh model aaye zindagi mein
    kab tak mein purani gaadi khitchta rahunga

    Continúa después del anuncio

    tere jawaniyo se main taka jod dungi
    haa haay
    tu ek baar jo ha kar de
    mein pehla wal chod dungi

    chand ko tod dunga
    suraj ko mod dunga
    tu ek baar jo ha kar de
    main pehli wali chod dunga

    jaane mohabaatein na zindagi fijul hain
    keh de na keh de tujhko rishta yeh kabul hain
    saare zamane ka khajana mujhpe waar de
    heera de panna de mujhko naulakha haar de
    main nimbu pyar wala tujhpe nichod dunga
    tu ek baar jo ha kar de
    main pehli wali chod dunga
    chand ko tod dunga
    suraj ko mod dunga
    hmmm
    tu ek baar jo ha kar de
    main pehli wali chod dunga

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión