Chidiya Tu Hoti To

Abhijeet

    Continúa después del anuncio

    Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to
    Pinjre mein rakh leta, udne na main deta
    Ladki hai par tu, haaye main kya karoon
    Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to
    Ladki hai par tu, haaye main kya karoon

    Seene se lagaa le, aankhon mein bithaa le
    Dil mein chhupaa le raja
    Chal mujhe ghar le, chal bandh kar le darwaaja

    Aaja, kudiye aaja
    Jaa jaa, mundiya jaa jaa
    Chidiya tu hoti to

    Maina tu hoti to
    Ladki hai par tu, haaye main kya karoon
    Main kya karoon, main kya karoon

    Abhi tha yeh dil yahan, abhi kahan chala gaya, kaho

    Continúa después del anuncio

    Tera dil chala gaya, maine usse chura liya
    Abhi tha yeh dil yahan, abhi kahan chala gaya, kaho
    Tera dil chala gaya, maine usse chura liya

    Teri chori pakadi gayi, aaj tu jhakadi gayi
    Chhodoonga main na ab tujhe
    Aaja, kudiye aaja

    Jaa jaa, mundiya jaa jaa
    Chidiya main hoti to, maina main hoti to
    Pinjre mein rakh leta, udne na tu deta
    Ladki hoon par main, haaye, main kya karoon
    Main kya karoon

    Tere jaisa ladka ho, mere jaisi ladki ho, kaho
    Tere jaisi ladki ho, mere jaisa ladka ho
    Aisa ho to haaye haaye kuch bhi ho jaaye, o ho
    Kuch kuch mil jaaye kuch kuch kho jaaye

    Neend na aaye raaton mein
    Aag lage barsaaton mein

    Khil jaaye mil jaaye dil
    Do chaar mulaaqaaton mein
    Paagal ho jaaye pyaar mein

    Jaa jaa, mundiya jaa jaa

    Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to
    Pinjre mein rakh leta, udne na main deta
    Ladki hai par tu, haaye main kya karoon
    Chidiya tu hoti to, maina tu hoti to
    Ladki hai par tu, haaye main kya karoon
    Main kya karoon

    Chidiya main hoti to, maina main hoti to
    Ladki hoon par main, haaye, main kya karoon
    Main kya karoon

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión