Ishqyaun Dhishkyaun

Aditya Narayan

    Continúa después del anuncio

    dil ki ye goli chali
    naino ki bandook se
    bomb bhi girenge ab
    pyar ki sandook se

    dil ki ye goli chali
    naino ki bandook se
    bomb bhi girenge ab
    pyar ki sandook se

    ishq ye tera mera
    ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
    yahaan ishqyaun, re wahaan dhishkyaun
    yahaan ishqyaun, re wahaan dhishkyaun

    kamar dhaal hai
    nain kamaan hai
    teer si naak teri
    bhaale si zubaan hai

    kamar dhaal hai
    nain kamaan hai
    teer si naak teri
    bhaale si zubaan hai

    ho ya to nazrein ladaaun
    ya main khud mar jaaun
    ya to nazrein ladaaun
    ya main khud mar jaaun

    Continúa después del anuncio

    ishq ye tera mera
    ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
    yahaan ishqyaun, re wahaan dhishqyaun
    yahaan ishqyaun, re wahaan dhishqyaun

    ladaaku vimaan hai
    par tu meri jaan hai
    bistar ye tera mera
    arey jung ka maidaan hai

    ladaaku vimaan hai
    par tu meri jaan hai
    bistar ye tera mera
    arey jung ka maidaan hai

    jo tu trigger dabaye
    to main chumme chalaaun
    jo tu trigger dabaye
    to main chumme chalaaun

    ishq ye tera mera
    ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
    yahaan ishqyaun re wahaan dhishqyaun
    yahaan ishqyaun re wahaan dhishqyaun

    dil ki ye goli chali
    naino ki bandook se
    bomb bhi girenge ab
    pyar ki sandook se

    dil ki ye goli chali
    naino ki bandook se
    bomb bhi girenge ab
    pyar ki sandook se

    ishq ye tera mera
    ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun

    yahaan ishqyaun re wahaan dhishqyaun
    yahaan ishqyaun re wahaan dhishqyaun
    yahaan ishqyaun re wahaan dhishqyaun
    yahaan ishqyaun re wahaan dhishqyaun

    Información de la canción

    Composición: Sanjay Leela Bhansali y Siddharth-Garima

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión