Yaad Na Aaye

Akull

    Continúa después del anuncio

    yaad na aaye mujhe yaad na aaye
    itni peela do ke woh yaad na aaye
    kaise bhulayein use kaise bhulayein
    jisne ki wafayein ek sath do jagahein

    baatein raaz ki
    ab saamne aa gayi yaara
    kahan gayi saadgi
    woh chehra bada tha pyara

    gore rang se jo kaala jaadu chalaye
    aisi bewafayon se koyi toh bachaye
    yaad na aaye mujhe yaad na aaye
    itni peela do ke woh yaad na aaye

    pyar kahin kho gaya
    gumshuda ho gaya
    jo kabhi mera tha woh
    aur kisi ka ho gaya

    Continúa después del anuncio

    sab kuchh tha tujhko diya
    bas tere khatir jiya
    aakhir main yeh kya kiya
    kar gayi tu sarfira
    kar gayi tu sarfira

    lakh chupaye toone lakh chupaye
    chori chori mere pichhe
    kya gull khilaye

    yaad na aaye mujhe yaad na aaye
    itni peela do ke woh yaad na aaye
    do do do do do do do do
    mujhe peene do do do do do do do

    milte hain dhoke bas
    mohabbat ke baazaar mein
    nahi jeena kisi ke
    vaadon ke udhar pe

    matlabi duniya
    yahan kaun kiske sath hain
    zamana yeh kaisa
    sabke khokle jazbaat hain

    bhaad mein jaayein
    sachi bhaad main jaayein
    hum toh toote dil ka jashan manaye

    yaad na aaye mujhe yaad na aaye
    itni peela do ke woh yaad na aaye
    do do do do do do do do
    mujhe peene do do do do do do do

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión