Raja Ko Rani Se

Alka Yagnik

Continúa después del anuncio

raja ko rani se pyaar ho gaya
pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
dil jigar dono ghaayal hue
teere nazar dil ke paar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya
pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
dil jigar dono ghaayal hue
teere nazar dil ke paar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya
raja ko rani se pyaar ho gaya
o, raahon se raahein, baahon se baahein
milke bhi milti nahin

ho, hota hai aksar armaan ki kaliyaan
khilke bhi khilti nahin

Continúa después del anuncio

o, phir bhi na jaane kyoon nahin maane
phir bhi na jaane kyoon nahin maane
deewana dil beqaraar ho gaya
raja ko rani se pyaar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya
rani ko dekho, nazrein mili to
aankhein churaane lagi

ho, karti bhi kya voh sar ko jhukaake
kangana ghumaane lagi

o, raja ne aisa jaadu chalaaya
raja ne aisa jaadu chalaaya
na karte karte ikraar ho gaya

raja ko rani se pyaar ho gaya
pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
dil jigar dono ghaayal hue
teere nazar dil ke paar ho gaya

Información de la canción

Composición:

¿Los datos están equivocados?

Enviar revisão

Canciones relacionadas