Aabaad Barbaad

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    Ya to barbaad kar do

    Ya to barbaad kar do
    Ya phir aabaad kar do
    Ya to barbaad kar do
    Ya phir aabaad kar do

    Woh galat tha yeh sahi hai
    Jhooth yeh aaj keh do

    Itna ehsaan kar do
    Itna ehsaan kar do
    Poore armaan kar do
    Lab pe aa kar jo ruke hain
    Dhayi woh harf keh do

    Meri saanson se judi hai
    Teri har saans keh do

    Continúa después del anuncio

    Mushkil aasaan kar do
    Mushkil aasaan kar do
    Ya to barbaad kar do
    Ya phir aabaad kar do
    Ya to barbaad kar do

    Meetha sa yeh zehar
    Main to peeta rahunga
    Tu khuda na sahi
    Main to sajde karunga

    Meetha sa yeh zehar
    Main to peeta rahunga
    Tu khuda na sahi
    Main to sajde karunga

    Tum jo Sheerin na huye kya
    Humko Farhaad kar do
    Meri saanson se judi hai
    Teri har saans keh do

    Mushkil aasaan kar do
    Ya to barbaad kar do
    Ya phir aabaad kar do
    Ya to barbaad kar do

    Khwaabon ko jagah na
    Mili aankhon mein
    Wahan pehle se Shailab tha
    Nagmein banata phira saazon pe
    Dil apna fakhat mizraab tha

    Khwaabon ko jagah na
    Mili aankhon mein
    Wahan pehle se Shailab tha
    Nagmein banata phira saazon pe
    Dil apna fakhat mizraab tha

    Meri bejaan harsarton ko
    Kaabiledaar kar do
    Meri saanson se judi hai
    Teri har saans keh do

    Itna ehsaan kar do
    Itna ehsaan kar do
    Poore armaan kar do
    Ya to barbaad kar do
    Ya phir aabaad kar do

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas